Ek Tarfa 2.0 Lyrics – Darshan Raval

Ek Tarfa 2.0 Lyrics – Darshan Raval Lyrics

Ek Tarfa 2.0 Lyrics - Darshan Raval

Singer Darshan Raval
Song Writer Youngveer

Zikra tumhara karta nahi hoon
Chahe hoon mehfil mein
Fikar kari na tu aaj vi ae zinda
Toote huye is dil mein

Iss duniya ki iss bheed mein
Kahin kho na jaaun main
Dar lagta hai kisi aur ka
Kahin ho na jaaun main

Tu khush hai chahe bahaaron mein
Tu na tha mere sitaaron mein

Mohabbat ho gayi thi donon ko
Ik arsa ho gaya
Mera yeh ishq tha 2 tarfa
Ab ek tarfa ho gaya

Ve laiyan dil ton laiyan
Ho maahi par tu na aaiyan
Ve mere hisse judaiyan
Kyun aaiyan ve

Ve laiyan dil ton laiyan
Ho maahi par tu na aaiyan
Ve mere hisse judaiyan
Kyun aaiyan ve

Yeh mausam aur hawayein
Yeh raatein aur subah
Teri aahat ko tarse
Kyun mera raasta yeh

Yeh mausam aur hawayein
Yeh raatein aur subah
Teri aahat ko tarse
Kyun mera raasta yeh

Chalo rab di ae je manzoori
Mainu vi koyi gila nahi
Lakhan si main mannatan manggiyan
Par kyun tu mila nahi

Yehi qismat thi deewane ki
Main haara jeet huyi zamane ki

Use dekhe huye bhi yaaron
Ik arsa ho gaya
Mera yeh ishq tha 2 tarfa
Ab ek tarfa ho gya

Mohabbat ho gayi thi dono ko
Ik arsa ho gaya
Mera yeh ishq tha 2 tarfa
Ab ek tarfa ho gaya