Baarish Ban Jaana Lyrics – Payal Dev, Stebin Ben

“BAARISH BAN JAANA” SONG INFO : 

Singer ;  Payal Dev, Stebin Ben

Lyricist ;  Kunaal Vermaa

Music : Payal Dev

Director Aditya Datt

Cast   : Hina Khan, Shaheer Sheikh

Choreography  : Deush Mehra

Director Of Photography :  Piyush Puty

Music Label : VYRLOriginals


Baarish Ban Jaana Lyrics - Payal Dev, Stebin Ben


BAARISH BAN JAANA LYRICS : 

Meri qismaton ko mile haath tere
Phir se lakeerein dikhne lagi
Dekha tumhe to aisa laga hai
Jaise yeh aankhein dhadaknein lagi
Rahun umar bhar main teri tu mera
Jab main baadal bann jaaun
Tum bhi baarish ban jaana
Jo kam pad jaayein saansein
Tu mera dil ban jana
Rimjhim saawan ki boondein
Tu har mausam barsana
Jo kam pad jaayein saasein
Tu mera dil ban jana
Mere labon se aaye kabhi bhi
Ho naam pehla tera meri zubaan pe
Chaahe zamaana muh mod le par
Har pal tu rehna mera bas yeh dua hai
Bana lungi main ab tujhe hi khuda
Jab main baadal bann jaaun
Tum bhi baarish ban jaana
Jo kam pad jaayein saansein
Tu mera dil ban jana
Haan rimjhim saawan ki boondein
Tu har mausam barsana
Jo kam pad jaayein saasein
Tu mera dil ban jana
Tumhe baarish bada yaad karti hai
Aaj bhi mujhse teri baat karti hai
Tumhe baarish bada yaad karti hai
Aaj bhi mujhse teri baat karti hai
Tumhe baarish bada yaad karti hai
baarish ban jaana,baarish ban jaana lyrics,baarish ban jana,baarish,barish ban jaana lyrics,baarish ban jaana song,baarish ban jana lyrics,baarish ban jaana song lyrics,barish ban jana lyrics,baarish ban jaana lyrics payal dev,baarish ban jaana stebin ben lyrics,baarish ban jaana payal dev,baarish ban jaana stebin ben,barish ban jana,baarish ki jaaye,baarish song,barish ban jaana lyrics payal dev,barish ban jaana payal dev lyrics